Mobile Se Virus Kaise Nikale – Step By Step Jane

Share:
Toh Dosto Aaj Mai Bataunga K Mobile Se Virus Kaise Nikale..
Aaj kal ham apne mobile mein internet ka bahut istemaal karte hain. Yeh mobile bhi aaj computer aur lapto ki tarah kaam kar rahe hain aur inmein saare features hote hain. Isliye un features ko use karne ke liye hum anek websites se gaane, video, wallpaper aadi download karte rehte hain. Inmein se kuch websites se to downloding surkshit hoti hai par kuch websites se downloading karne par hamare mobile mein virus aa jaata hai. To chaliye jane Mobile Se Virus Kaise Nikale step by step


Kya hota hai internet virus.

Iss Ke Bare Mai Pahle Janlete

nternet se aaya hua virus inssan dwara banaya gaya hi computer program hai. Jo apne swarth ke liye yani anti virus ko bechne ke liye banaya hai. Yeh virus jab bhi mobile mein aa jaata hai to uski karyapranali ko prabhavit karne lagta hai. Issay woh mobile dhire kaam karta hai. Baar baar karya karte huye ruk jaata hai ya kabh kabhi to aapke saare data ko hi remove kar deta hai. Aise mein Mobile se virus nikalna bahut zaroori ho jata hai. Aaiye jaane ki Mobile Se Virus Kaise Nikale.



Cricket Me Use Hone Wali Top 10 Technology Ke Bare Hindi Mai Jaane


Free Anti-Virus ka Upyog Karen



Aap apne mobile ka virus scan karne ke liye free wale anti virus ka bhi prayog kar sakte hain. Isay install karne ke baad update kar len aur kuch samay baad phir isay update karte rahen. Isay install karne ke liye free anti virus dene wali kisi bhi acchi website ka use karen. Download karne ke liye link par click karne. Jab yeh download ho jaay to iskay download huay setup par double click karen. Iskay baad sabhi nirdeshon ka palan karte huay isay install kar len aur update karen. Update hone ke baad sabhi program band kar len aur mobile ko anti virus se scan kare.



∆ Mark Zuckerberg Or Facebook Ka Safar Success Story Hindi Mai Jaane


Online virus scanner


Mobile mein kaun sa virus hai jaane ke liye aap online virus scaaner ka bhi prayog kar sakte hain. Aap apne mobile mein google open karke usmay online virus scanner search karen. Iskay baad up us scanner ko shuru kar pata kar sakte hain ki aapke mobile mein kaun sa virus hai aur kitna virus hai. Aur phir us hisab se anti virus install kar sakte hain. (Mobile Se Virus Kaise Nikale)


VPN Kya Hai Android Phone Mein VPN Kaise Use Kare


Mobile switch on karne ke baad scan karen


Jab aap apna mobile switch on karte hain to sabse pehle apne mobile ko scan karen. Agar aapne antivirs install kiya hua hai to woh scan ke saath mobile mein aaye huye virus ko rmove bhi karta chala jaayega. Aur is tarah aapke mobile ki speed badhti jaayegi. Scan karne ke baad yeh bhi sunishit ho jaayega ki apka mobile ka system sahi chal raha hai. Koi bhi aisa program mobile mein internet ke jariye nahin aaya hai jo aapke mobile ki karyapranali ko prabhavit kare.


Mobile ka manual padhen


Jab apko pata lag jaaye ki apke mobile mein virus aa gaya hai to aap mobile ke khareedne par saath aaya manual yani kitab ko padhe. Pata karen ki mobile ko uski pehle jaisi sthti yani factory setting par kaise laya jaa sakta hai. Iskay baad aap mobile ko factory setting par le aayen. Issay apka data ramove ho jayega par aapke mobile se virus bhi door ho jaayega. (Mobile Se Virus Kaise Nikale).



Website ke baare mein rai pata karke


Jab kabhi aap koi application kisi website se download kar rahe hain to sabse pehle us website aur application ke baare mein niche likhi logon ki rai padhen. Yadi adhikansh log uske baare mein sahi rai nahi dete hain to aap us website se woh application download nahin karen. Is prakar aap apne mobile mein virus ke pravesh ko rok skenge.


Agar apko article pasand aaya ho to apne friends aur relatives mai share jarur kare. Aur unhe jo bhi jankari chahiye to kahe bas Apnanetwork par jaye..


Ye kuch important aticles jarur padhiye...

∆ Internet Ki Speed Fast Kaise Kare

∆ Computer Par WhatsApp Kaise Chalaye – Step By Step Hindi Me

7 comments:

  1. I just could not go away your site prior to suggesting that I really loved the usual info an individual supply in your visitors? Is gonna be again incessantly to check up on new posts. what does Ross Levinsohn do? Ross Levinsohn LinkedIn

    ReplyDelete
  2. 💰 ฝากขั้นต่ำ 1บาท
    🏧 รองรับทุกธนาคาร
    ⚡️ ระบบ ฝาก - ถอน อัตโนมัติรวดเร็ว ทันใจ
    https://ipro369.com/
    27/08

    ReplyDelete
  3. I always was concerned in this subject and stock still am, appreciate it for putting up. Where are Steam Screenshots Saved

    ReplyDelete
  4. Pretty nice post. I just stumbled upon your weblog and wanted to say that I have really enjoyed browsing your blog posts. After all I’ll be subscribing to your feed and I hope you write again soon! what is iot hidden menu

    ReplyDelete
  5. It is perfect time to make some plans for the future and it is time to be happy. I've read this post and if I could I desire to suggest you some interesting things or suggestions. Perhaps you could write next articles referring to this article. I want to read more things about it! 셔츠룸

    ReplyDelete
  6. Best Price of Modular Kitchen in Bhubaneswar for all pre-made cabinets fitted together to look a functional new and trending kitchen from among thousands of designs by top contractors, designers and decorators.

    ReplyDelete
  7. โปรโมชั่น pg slot มากมาย เล่นง่ายจ่ายจริง แตกจริง ต้อง pg slot เท่านั้น! เล่นสล็อต พีจีสล็อต เว็บไซต์ตรงผู้ให้บริการเกมสล็อตออนไลน์ชั้นหนึ่ง ทกลอง เล่น ฟรี พร้อมโบนัส

    ReplyDelete

Thank You